Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts

Saturday, 19 April 2014

itni shidat se chaho to pathar b jawab dete hain


Itni shidat se chaho to pathar b jawab dete hain
najane ye fani insaan itna anna parast kiyon hai

Thursday, 6 December 2012

Saza ban jati ha guzrey howe waqt ki Yaadain,,,

Saza ban jati ha guzrey howe waqt ki Yaadain,,,
,,
Na jane Kun Chor jane k lye, Zindgi main aatey han l0G .

ab ke us ki ankhon mien

ab ke us ki ankhon mien
besabab udaasi thi
abh ke us ke chehray per
dukh tha...behawasi thi
abh ke yun mila mujh se


yun ghazal suni...jese
mein bhi na_shanasa hoon
wo bhi ajnabi jesse
zard khaal o khad uss ke
sogawar daman tha
abh ke uss ke lahjay mein
kitna khudra pan tha
wo ke umer bhar jis ne
shahr bhar ke loogon mien
mujh ko hum sukhan jana
khud se mehrban samjha
mujh ko "Dilruba" likha
abh ke sada kaghaz per
surkh roshnai se
us ne talkh lahjay mein
mere naam se pehle!
sirf "Bewafa" likha


Tarap Rahi Hai Eik Tammana


Tarap Rahi Hai Eik Tammana ,
,
Na TuM Se MilTe Na Aisa HotA,,

Chalo ye raat ham ik dosray ke naam kartay hain,


Chalo ye raat ham ik dosray ke naam kartay hain,
Chalo ik dosray ke aj ham dukh dard suntay hain,
Bhataktay ho kiun tum tanha sitaron ke jhamelon men,
kaho jo dil men aata hay hamatan gosh sunte hain,
Buhat ghamgen rehtay ho hazaron dard sehtay ho,


tumhari dharkanon men ik ajab sa shor suntay hain,
Chalo acha yon kartay hain,
Suno tum ham sunatay hain,
Ham apnay dil k har ik zakhm se parda uthatay hain,
Dikhatay hain tumhen tanhiyan kia zulm dhati hain,
Jhalak har pal daro dewar men uski dikhati hain,
Hamen har pal satati hain har ik lamha rulati hain,
Hamri sanson men tehlil hay khushbo wohi ab tak,
Hamen har phol se mehkar un sanson ki ati hay,
Buhat mushkil si hoti ja rahi hay zindagi mere,
Taraptay hain sulagtay hain magar khamosh rehtay hain,
Chalo ye rat ham ik dosray ke naam kartay hain,
Chalo ik dosray ki aj ham tanhaiyan banten~!!

Tuesday, 6 November 2012

Tabeebon Sy kiya Pochon Ilaaj-e-Dard-e-Dil Mohsin


Tabeebon Sy kiya Pochon Ilaaj-e-Dard-e-Dil Mohsin


Marz jab Zindagi khud ho to ‘Dawa’ kesi ‘Dua’ kesi

KucH NahiN MiltA JitnI WafA KarlO KisI SaY


KucH NahiN MiltA JitnI 
WafA KarlO KisI SaY....!!!

JaB WaqT WafA Na KarE
To WaafadaR BhI BewafA HojatE HaI.....!!!!!!

Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana,


Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal har ik lamhe me
Tu likh de mera usey
Har kahaani me saare qisson me
Dil ki duniya ke sacche rishton me
Zindagani ke saare hisso mein
Tu likh de mera usey
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana

Uska hoon uss me hoon uss se hoon
Usi ka rehne de
Main toh pyaasa hoon hai
Dariya woh zariya woh jeene ka mere
Mujhe ghar de gali de shehar de
Usi ke naam ke
Kadam ye chale ya ruke ab usi ke vaaste
Dil mujhe de agar dard de uska par
Uski ho woh hasin goonje jo mera ghar
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana

Mere hisse ki khushi ko hansi ko
Tu chaahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi par
Ye mujhse vaada kar
Uske ashqon pe ghamon pe dukhon pe
Har uske zakhm par
Haq mera hi rahe har jagah har ghadi haan umr bhar
Ab faqat ho yahi woh rahe mujh me hi
Woh juda kehne ko bichhde na par kabhi
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana

Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal, har ik lamhe me
Tu likh de mera usey
Aye Khuda Aye khuda
Aye Khuda Aye khuda

Teri aankhon ki namkeen mastiyan Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan Nahi bhoolunga main Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


In Hindi


Teri aankhon ki namkeen mastiyan
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan



Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..



Tere jhoothe kasme vaadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be-raham duaaon se
Nafrat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


Translation to English


Saline mischief in your eyes,
Small insolences,
Laughing in your smile,
Waves of dusk unfurled in your hair,
I will not forget you,
Not untill I cease to breathe,
Not untill I cease to live


You took your hand away,
You turned your shadow face pale,
You never glanced this way
You, I will not forgive
Not untill I cease to breathe
Not untill I cease to live

Monday, 5 November 2012

Kitna Mushkil Sawaal Poocha Hai.

Kitna Mushkil Sawaal Poocha Hai.

Aaj Us Ne Mera Haal Poocha Hai.

Tujh Ko Khabar Nahein Magar Ek Sadaa Sun Le




Tujh Ko Khabar Nahein Magar Ek Sadaa Sun Le


Barbaad Ker Diya Teray Do Din Ke Piyaar Na .



I Don't Know Why Life Teaches Me So Many Lessons.


I Don't Know Why Life Teaches Me So Many Lessons... 

Even When I Am Not Interested In Learning!

Chor Dia Hum Ne Us Ka Intizar karna Hmesha K Liye.

Chor Dia Hum Ne Us Ka Intizar karna Hmesha K Liye..!!

Jis Ko Hamari Nigah Ki Qadar Na Ho Usse Mur Mur K Kya Dekhna



Hazaron Phool Kam Hai Dulhan Ko Sajaane Ke Liye

Hazaron Phool Kam Hai Dulhan Ko Sajaane Ke Liye
Ek Phool Kaafi Hai Mayyat Par Chadane Ke Liye
Hazaron Khusiyan Kam Hai Ek Gam Ko Bhulane Ke Liye
Ek Gam Kaafi Hai Zindagi Bhar Rulane Ke Liye

Tanhai Bhi Hamari Aajkal Hum Par Hasti Hai,




Tanhai Bhi Hamari Aajkal Hum Par Hasti Hai,

Jaise Koi Machhali Pani Ke Liye Tarasti Hai,

Badalon Ki Tarah Meri Ankhen Barasti Hai,

Bahut Samjhaya Maine Apni Saanso Ko Tham Ja,

Par Ye Bhi Ab Hume Kaanto Ki Tarah Chubti Hai

~ "Wo Zehar de kar Maarta to Duniya ki Nazron me aa jata" ,,,


Wo Zehar De Kar Maarta to Duniya ki Nazron Me Aa Jata,


"Kiya Andaz Tha Qatil Ka, Mohabbat Kar Ke Chhor Gaya. 

Kuch Baat Hai Teri Batoon Main Jo Bat Yahan Tak Aa Pohnchi.


Kuch Baat Hai Teri Batoon Main Jo Bat Yahan Tak Aa Pohnchi.
Ham Dil Se Gaye,
Dil Tum Pe Diya,
Aur Baat Kahan Tak Ja Pohnchi.!


Its when others Always Try to steal Ur Partner,


Its when others Always Try to steal Ur Partner,
But still Ur partner Always choose to with You.